Rama mai humara stay PTDC mai tha wahan hum 2 nights and three days rahhay. Ye pehli bar nahi tha lakin phir bhee bohat maza araha tha .
Yahan signals ka bohat masla hay. PTDC ki backside per kahien kahien signals attay hain
Pohanchnay k baad hum nay rest kiya bcoz subha hiking karni thee Rama lake tak
Raat ko jeep wallay say baat ki subha 9 bajjay ajayie, takkay vo humain half way tak drop karday
Yahan PTDC ka food bohat acha hay raat ka khana 7 bajjay khaya
Aur subha ki tayyari kar kay sari family jaldi hi sogai