bhai subah mai ya din k kisi time mai fil karwanay mai keya problem hai ?? SUSTI ya KAHLI ? yahan khuzdar mai sham 4 bajay k baad bijli ghayab raat 10 bajay sai 11.30pm aur phir subah 7 bajay sai sham 4 bajay taak hoti hai . gas din mai 10 bajay sai 3 bajay taak hoti hai 4 bajay k baad tou tamam utilities inlcuding PTCL broad band ka inteqal purmalal ho jata hai
Allah swt ka shukar ada karyeay ap metrocity mai rehtay hain