[I]@ Abobobilly well said bro, company apne sale graph ko dekhti hay bus, lekin phir b customers ki suggestion ignore nahi ki ja sakti, u know what agar aap problem persist karo gey to management apki bat definite sunay gi, but height of misfortune is this ke is ke responsible b hum ( dealers ) hain...dealers ko sirf sales se gharz hay, bike kesi b aye brand new hoti hay or client lay jata hay ankhein band kar ke...dealers elaborate e nahi karte problems ko...ager koi problem aye to tarkha daite hain client ko khud he, ager ziada favour karen to claim kar daite hain....mere khyal se dealers ager serious ho jayen or company meeting me point out karen sab problems to solve ho saktey hain ye sab matters.
@seenforu gud point bro, maine note karliya hay, is point pe pehle b bat hui thi management se, unho ne kaha price increase hogi, pehle he dlx ka boht slow response hay isliye as it is isay chalne do, becoz ager changing lani hoti to ye 2012 model me ley kar atay but unho ne graphics+bottoms change karne pe hi iktifa kiya...khair koi karey na karey main to apne ye sab points zarur management se share karon ga or bataon ga what customer want....
AHL ki management ke numbers site per available hain but koi contact e nahi karta, sab khamosh tamashayi, comments har koi deta hay step koi b nahi laita ... ager change dekhni hay to aap CUSTOMERS ko b apni pasand management ko batani hogi
[/I]