Theek hai amjad bhai, main samjha tha aap Deluxe lein gey, or main to Deluxe lazmi loun ga becoz 150 ka abhi door door tak koi naam o nishan nahi hai, 2014 mein AHL ne kafi variety phenkni hai lekin sab se pehlay Scooty aani hai ab or CG classic to shehzada hai 5 saal b uska model na aaye to log buy kartey rahey gey
Or aapne jo baat dealer ki kahi har dealer yahi story sunata hai becoz jis ke pas jo cheez available ho wo wahi bechta hai, main ne punjab or sindh k sabhi dealers ko customer ban kar ( for gossip ) fone kiya or Deluxe ke new model ka poocha to sab ne kaha koi model nahi aaraha, purana stock khara hai aap tassali say ley lein ...January mein ager kuch aaya bhi to scooty aaye gi, wesay CD Dream b achanak hi aayi hai, verna baari to Deluxe ki hi thi ...inho ne Pridor wali accessories CD70 ke frame ko laga kar check kien to ye shape samne aayi inho ne foran OK kar ke bana dali ( ab pehle wala chakkar nahi raha k model bana k 10-10 packing mein khi bhejo phir japan se confirm ho, ab sab kuch ATLAS khud hi karta hai
CG has a great sale value, isko change karne ki zarurat nahi unhei
Brother main to aap se jo bhi latest info hoti hai wahi share karta hoon, pehle launching ceremony ke bina hi dlx aana tha ab delay kar diya hai unho ne 1 week, 400 bikes ready hain lekin abhi trucks mein load nahi huien...I think ab launching ceremony pe bulayien gey lekin abhi kisi dealer ko invitation nahi mila...
naseer bhai ye to kuch dino mein pata chal hi jayega ke meri info confirm hai ya ghalat ...
vicky bhai har bar new model changing pe kuch 1 ya 2 sample bantay hain - inho ne side covers or fuel tank change kiya tha lekin phir ussay pass nahi kiya or ab sirf or sirf Stciker change ho raha hai ye 100 nahi 1000% confirm hai sirf sticker change hai or kuch nahi
G bro, jab tak aisa nahi hoga humein sirf sticker changing ke sath new models miltay rahein gey