Yar asal ma wo plastic jo tha wo remove hua wa hai keyless entry kay waqt kr deya tha ab shoor bhi ata hai our hawa bhi bahar nikal jati hai is leya wo laga ra hon dobara wapas pichle garmiyon ma laga hua tha cabin kafi had tha cool ho jata tha ac laganr kay bad is se cooling bahir nhi jate as xulfiqar sir said.
Cooling achi hai kafi bs jab gare dhoop ma ho tu 10 min lg he jate hain thande hawa ane our cabin ko normal temp ate hua