Asslam o Alikum,
Mera ak sawal hai
agar mehran main thermostat Valve installed oh to Fan ko Direct use kr skty hain?
Jab car start krta hu to fan on nai krta jab temerature mid main a jata hai to fan ko continue on rakhta hu, kya is sy car ko koi **nuksan to nai ohta?