use of wireless radio require a frequency allocation and area of operation not exceeding 11 km from base station in urban and 22km in rural locations. PTA, MI, CAA, ISI ki clearance hoti hai uss ka baad licence issue hota hai aur jin jin cars mai hota hai unka licence aur registration book ki copy submit kari jati hai
ap ko ap k faiday k baat bata dayta houn agar ap ko wireless set k sath kisi rural area mai pakra gaya tou police case nahi banay ga balkay militray intelligence ap ko 'lapataa afrad ki list mai dalay gi' police walay wireless case ya stellite phone walay ko 1 lakh cash lay kar bhi nahi chohar saktay unkay khandan barbaad kar deay jatay hain
jo radio ap k pass hai usko bhi disassemble kar k phynk deejay ya kaheen kabaryay ko baych deejay ap k apnay faiday ki baat hai warna aaj kal ap ko pata hai
security theart, terrorist etc etc k nam par tou kuch bhi ho sakta hai
random frequencies are monitored 24/7 in remote areas specially in sindh balochistan national parks aur punjab k border k deserts k sath sath
agar pakar mai agaai tou car sameet GUM ho jao gai bhai apnay sath dushmani maat karoo maa baap family ka hee lehaz kar layna