main nay ek aam mechanic ko dikhaya tha toh woh keh raha tha kay "middle cylencer ka perda phat gaya hai toh jo cylincer middle main hai woh replce hoga new cylincer say"
phir main nay suzuki company ko dikhai toh woh kehtay hain kay hub main problem hai hub replace hoga
so i think suzuki company is saying correct
mechanic toh gari ka sataya nas laga datay hain ek dafa in kay pass gari chali jaye toh phir gari ka aana jaana laga rehta hai