bhi jaan main ne bohat mushqal se faisala kya hai k main cd100 kharedon ,, aur main kal inshALLAH kharedany wala hon pichely hafte main ne kharedani thi lakin mery dost ko emargency rupes ki zarorat per gai aur main ny isy dey deay aur main cd100 na khareed saka. ab mujhe new model ka sun k tenshon bani hui hain k new model sports look main aany wala hai aur 2 month tak aay ga lakin main 2month tak intazar nhi kar sakta main ne to aik hafta b bohat mushkal se nikala hai, ab aap dost , bhi , hi kuch mashwara dain kya karon khareed lon ya dil per pathar rekh k okhe sokhe do maheny nikal lon ?? bohat tenshon bani hui hai , aur aik baat yeh b hai k agar cd100 ka koi naya modal aaya hi na, wohi purana hi sticker change kar k 2013 lanch na kar dain honda waly , kya kehty hain aap sub bhi