yaar local gari kia hota hai or imported kia hota hai?
chalti ka naam gari
jahan baat stat ki hai to local gariyan koi kam to nahi.
resale dose matters.
ALOT . u live in pakistan. u have to follow what n how things works here. u cant shut ur eyes and think u dint lose any penny.
well. imported cars are good, but local cars are good too.
itna farq nahi hai kay bethtay hi pata chal jaye kay yaar yeh local hai or yaar yeh imported hai.
aik aik cheez dekhta hai insaan, srf gari hi nahi hoti, us kay alag kharchay hotay hain,
SUZUKI ka to dimagh kharab hai, jo 1989 sey AIK HI SHAPE KI MEHRAN la raha hai, but they are making money.... shape change ki, extra cheezen add kin, price or mehangi ho gai. to jo log le saktay hain woh bhi nahi le saklen gay and mehran ka daba gool.
thats business.
and these are way tooooooooooooo expensive, mai nahi samjhta kay mehra 3 lac sey upar bikay, aj kal. where alto is 6 lacs. its really too much, but ham in ko khareedna band nahi kar saktaym kar saktay hotay to yeh mehngi nahi SASTI HOOOTEN.
any way. try to accept ur own things, insted of loving other's
app ki apni economy nay itna down ho jana hai kay sab beth kay pachtain gey, and is mai govermt ka jitna hath hai utna hi HAMARA bhi hai , wo ulta kaam kartay hain or ham maan letay hain,
ham apni hi cheez ko bura or bahar muulk ki cheez ko acha kehtay hain yehani sey pehla farq aajata hai ,, any way yar behas ban gai , mai nay to chota sa reply karna tha ky
"NO" sorry
i will keep 4 local and 1 imported but will prefer and love my local cars,