Kuchh andhera bhi zaruri hai gham-e-yaar k saath,,,
ab diya koi na rakhay meri dewaar k saath,,,
Maen jo ik umer masafat mein raha, tab jana,,,
rah bhi chalti rahi hai, meri raftaar k saath,,,
Hum to Yousaf nahi,bazaar-e-sukhan mein ".Galib"
youn hi chal partay hein,har ik kharidaar k saath...!