Jab Chaand Sitare chamak rahey hon
Jab Yaadon k Phool Mehak rahey hon
Jab Deed ko Nain taras rahey hon
Jab Aankhon se Aansoo baras rahey hon
Meri Pagal Mohabbat Tumhein Yaad aayegi
Jab Tanhai se Dil Ghabraye ga
Jab Tumhein Akela-Pan Satayega
Jab koi Khuwab hi nahi ayega
Jab Phool Kitab ma...i hi reh jayega
meri paagal mohabbat tumhe yaad ayegi,
saans to aata rahega bus jaan nikal jayegi,
chaaro aur Phail jayega andhera aur roshni chali jayegi,
tanha baithoge tum,bus meri mohabbat sath rehe jayegi,
bewafaai to kar baithe par yehi tumhein tadpaayegi,
jab meri paagal mohabbat tumhein bahut satayegi,
saath meri yaadein hi rahegi,bheed main bhi tanhayi ayegi,
meri paagal mohabbat tumhein yaad ayegi...